Facebook Photo Verification Bypass kaise kare trick in hindi

Dosto main aaj aapko ek aisi trick batane ja rha hu jisase aap apne facebook account par lagne wali photo verification ko bypass kar sakte hai. Wo bhi ekdam simple and working method ke sath.
Dosto jayda tar maine dekha ki Group me ya mere inbox me mere sathi bhai yhi Question puchate hai ki photo tage verification ko bypass kaise kru. Mera account khul nhi rha photo tag varification maag rha hai aisa kuch. waise hum photo verification ko without trick ke bhi bypass kr sakte hai but uske liye hume un sabhi pic/photo ko pahchanna hoga jo ki photo verification ke time dikhayi jati hai. Par kuch friends ko hum nhi jante to hum unki pic ko nhi pahchan sakte. To esiliye main aaj aapko trick batauga jisase aap photo verification ko bypass kr sakte hain.

Facebook Photo Verification hoti kya hai?

facebook photo verification humare facebook account pr jab lagti hai jab hum apne account se kuch galat work karte hain. Matlab ki hum facebook ke rules ko Todate hain. ya fir koi orhumare facebook account ko report krta hai to aisi condition me bhi photo verification lagne ke chances jyada rahte hain. aaj ke time facebook par jyada tar fake id hai to facebook wale bhi id ko identify karne ke liye photo verification lga dete hai. Agar humari id Real hogi to hum un photo ko pehchan lege or agar fake hai to nhi pahchan sakte. facebook photo verification asali maksad user ki id ko verify krna hota hai.

facebook photo varification bypass trick

Facebook Photo Verification letest Tricks.

jab kisi ki id pr photo verification lag jati hai to wah esi tarah Google pr Search krta hai ki facebook photo verification letest trick. or bahut sari website khul jati hai or bahut sari trick bhi show hone lagti hai but jyada tar search karne pr hume bas Proxy wali trick milti hai jo ki aaj ke time work nhi sakti. Ye proxy wali trick kisi time par work kiya karti thi but aaj ke time nhi krti hai. But aaj main aapko Ekdam letest trick batauga jisase aap kuch hi minat me apna account ki photo verification ko bypass kar dege “VPN” ki help se.

Facebook Photo Verification Bypass Kaise Karte hain.

1. Sabse pahle aapko ek app ki jarurat hoti hai “HOLA VPN” download karle

2. Ab app ko install karne ke baad usko Open kare

3. Ab sabse important kaam hai ki ab hume app me country Select karni hai ab aap vpn me “JAPAN”
county select kare.

4. Ab aap “HOLA VPN” me scroll down karoge to aapko wha par bahut sare app dikhege hola              vpn ke home pr hi to ab aapko unme se “GOOGLE CHROME” select krna hai.

5. Ab aapka google chrome hola vpn me conncet ho chuka hai.

6. Ab aapko google chrome me facebook ki website m.facebook.com Open karni hai or fir jis acconut     par photo verificatio bypass krni hai us id se login kre.

7. Jab aap login kar lege tab aapse photo verification ke Badle aapse mobile number pucha jayega.
8. Or fir ab aap apni country ko select kare or uske baad apna mobile number Fill kar de or fir continue par click kare.

9. Apne jo mobile number fill kiya tha us par massege me ek code aayega us code ko type kare account pr or fir continue kre.

10. Ab aapke account me likha aayega your account already verified or fir continue par click de.

AB AAPKA FACEBOOK ACCOUNT VERIFY HO CHUKA HAI,

Also Read:-
1. How To Get auto Friend Request On Facebook
2. Stylish name For Facebook
3. Unfriend All Facebook Friends By On Click
4. Facebook Page Or Group Se Paise kaise kamaye

FINAL Word- 
Friends Ye Thi Jankari Facebook Photo Tag Verification Bypass kArne ki. Jiski  help se aap kisi bhi fb account me photo verification Bypass kar sakte hai. Agar aapko ye post acchi lagi hai to ese share jarur kare. or aisi hi technology ki jankari hindi me janane ke liye daily visit kare.

“THANK YOU”




Leave a Reply