Agar Aap facebook par bahut saare friends se pareshan ho chuke hai or unko unfriend karna chahate hai 1 click me. To aap sahi jagah aayege hum aapko batayege ki Facebook Par All friends ko Ek sath Unfriend Kaise kAre. Facebook par roj bahut saare log Account banate hai or shok shok me chahe kisi ko request bej dete hai or jab unke baut saare friends ho jate hai to fir unko unfriend karna chahte hai par ek ek karke friends ko unfriend karne me bahut time lagta hai. Esliye Aap bhi soch rhe hoge ki 1 click me Facebook All friends Remove Kaise kare. UNfriend All Facebook Unfriends.
ALSO READ:-
1. Facebook group or page se paise kaise kamaye.
2. Facebook Account Delete Kaise KAre
3. Facebook Faltu Tag Kaise Roke
Facebook All Friends 1 Click Me Ek Sath Unfriend Kaise Kare. |
Bahut baar kya hota hai ki facebook par humare 5000 friend ho jate hai to humare pass kisi ki request nhi aati hai or na hi hum kisi ko add kar sakte hai. to un 5000 Sabhi friends ko ek sath unfriend kar sakte hai. unme se kuch log to Active hi nhi hote hai. to aap ek sath sabhi faltu ke friends ko remove kar sakte hai apni friend list se. To Aaiye Jante Hai Step by Step.
Facebook Par Sabhi Friends Ko Ek Sath Unfriend Kaise Kare –
Dosto Chahiye jante hai ki kaise hum ek sath sabhi facebook friends ko unfriends (Remove) kar sakte hai. usake liye apko apne computer ke chrome browser me TOOKLIT FOR FACEBOOK name ki Extention Add karni hai. usake liye bas aapko niche diye gye steps ko follow karna hai.
ALSO READ:-
1. Facebook group or page se paise kaise kamaye.
2. Facebook Account Delete Kaise KAre
3. Facebook Faltu Tag Kaise Roke
STEP:- 1 Sabse Pahle AAp apne computer me chrome browser open kare.
STEP:- 2 Chrome Browser Open ho jane ke baad Web Store ME jaiye.
STEP:- 3 Web Store Me jakar “TOOLKIT FOR FACEBOOK” search kijiye.
STEP:- 4 Ab Apko Toolkit for facebook name ki Extention ko apne chrome browser me add karna hai.
STEP:- 5. Ab AAp Chrome ME Facebook account ko open kare. jisme aap friends ko unfriend krna chahte hai.
STEP:- 6 Facebook Login ho jane ke baad upar Toolkit wali Extention par click kar ab aapke samne bahut saare Option Aa rhe hoge jaise. “All Request Accept” . “All Request Reject” “Unfriend All Friends” To Apko usme Se “Removal Tool” par click karke UNfried All Friend par click karna hai.
STEP:- 7 Done…… Ab Kuch Time Bad Apke Sabhi friend unfriend ho jayege Ek sath.
YE Bhi Jane:-
1.Facebook Par apko kisne Block Unfriend Kiya hai kaise check kre
2. All Friend Request Accept Kaise Kare
1.Facebook Par apko kisne Block Unfriend Kiya hai kaise check kre
2. All Friend Request Accept Kaise Kare
To Dosto Aap es tarike se apne sabhi facebook friends ko ek sath unfriend kar sakte hai. or muje lagta hai aapko ye post jarur pasand aayi hogi. or aap sikh bhi gye hoge ki. facebook all friends ko ek sath unfriend remove kaise karte hai. to dosto ese aap apne dosto ke sath share kare or aisi hi facebook, android, tehcnology ki jankari ke liye roj visit kare digital hindi club. Facebook friends ek sath unfriend kaise kare hindi me jane.
Sir kuchh friends reh gaye wo show nehi ho rahe he…
Hmm jo Friends Rah gye hai Unki Id Block ya disabled ho gyi hogi esliye show nhi ho rhe