Android Phone Tricks – Friends Agar aap Android Smartphone estemaal karte hai to ye post aapke liye bahut helpfull hone wali hai jisame hum aapko android phone ki kuch Secret Tips and Tricks ke bare me batane wale hai. aaj ke time sabhi ke pass Smartphone hai or din par din Android Phone ka estemaal or bhi jyada badta ja rha hai. lekin kuch log kaise bhi hote hai jinko apne phone ke features ke bare me pata nhi hota hai jo ki bahut important features hote hai kisi bhi phone ki performance ko increase karne ke liye phone ke battery ko save karne ke liye and phone ko or bhi smart banane ke liye. Android Phon Me bahut saare feature Hidden hote hai jinhe open krne ke liye apko phone me setting krna hota hai. aisi hi bahut saari Android Tricks KE Bare Me aapko batane wala hu. Chalaiye jante hai Android Tricks In Hindi.
Top Secret Android Phone Tricks and Tips in hindi
Dosto Chaliye jante hao Steps by step Android Tricks Ke bare me jo aapke phone ko ek Smartphone bana degi. and aapke phone ki Performance Bhi increase ho jayegi.
-
Android Phone Ko FAst Charge And Battery Save karne ki Trick –
Dosto Android phone sabhi ke pass hote hai lekin unka estemaal sahi se karna sabhi ko nhi aata hai. Phone ka sabse Important bat hoti hai battery backup kyuki bahut se aise mobile hote hai jinme battery kam mAh ki hoti hai jisaki wahaj se phone jaldi switchoff ho jata hai. agar aapke phone ki charging jaldi khatam ho jati hai esliye ye Android Phone Tricks aapke liye bahut helpfull rahega esme aap Read kar sakte hai ki Android Phone ki battery save kaise kare battery backup kaise badaye.ye sab jankri aapko es wale step me milegi.
bataye Gye steps ko follow karke aap apne phone ki battery save kar sakte hai or sath hi sath apne phone ko fast charge bhi kar sakte hai. fast charge karne ke liye kuch application install karne hote hai unki puri jankari aap yha Pad Sakte Hai.
- Android Mobile Ko Fast Charge kaise kare – Top 3 Fast Charging App.
- Android Mobile Battery Save karne ki Sabse Achhi Tips/Tricks
2. Android Phone Ko Root Karke USe Or Bhi Smart Kaise Banaye –
Friends aapko Mobile Rooting Ke bare me nhi pata hai to sayad aap sabse badi tricks miss kar rhe hai. kyuki Rooting ek aisa method hai jisase aap kisi bhi android phone ko ek Smart Phone se bhi jyada smart phone me badal sakte hai. Root karne ke baad aap apne phone me new Rom install kar sakte hai jisase phone or bhi accha lagega and phone me new features bhi Add ho jayege.
Root se aap phone me bahut saari aisi Application Install kar sakte hai jinhe hm normal me install nhi kar sakte. Root ke baad aap font change kar sakte hai Games ke Coin Gems Increase kar sakte hai. ek Phone se kisi or ke phone bare me pata kar sakte hai. To ye chije aap android Phone Root karne ke baad kar sakte hai. Android Phone Tricks ke Bare me puri jankari yaha pade.
3. Android Phone Ke Font Change Karna –
Dosto Agar aap apne phone ke fonts se pareshan ho chuke hai ya fir aapko phone ke custom font acche nhi lagte hai or unhe change karna chahte hai to ye Android Trick aapke liye bahut helpfull rahega jinhe follow karke aap apne phone ke custom fonts ko Change kar new stylish Font install kar sakte hai. New Font install karne ke liye apko phone Root karne ki koi jarurat nhi hai kyuki es tricks se aap bina root kiye bhi new custom font install kar sakte hai.
Font install karne ki jankari padne ke liye niche diye gye link par click kare jisase aap font change karne ki puri jankari ache se pad kar samaj sakte hai. or apne android mobile ko stylish mobile bana sakte hai. yha se pade font ke bare me.
4. Android Phone Ki CPU, Sensor, RAM check karna –
friends ye bhi ek bahut acchi Trick hai jisase aap apne Android Phone ki puri jankari Check kar sakte hai. ye trick bahut hi aasan hai jyadatar phone ke bare me hume jyada jankari nhi pata chal pati ki phone me konsa processor hai sensor konse hai and Ram kitni hai CPU-GPu konse hai, phone ki battery kitni mAh ki hai. ye sab jankair hum apne phone me bahut aasani se check kar sakte hai. agar aap kisi se old phone buy karte hai or us mobile phone ke features ke bare me detail me check karna chahte hai to ye trick method apke liye bahut help karne wala hai.
Android Phone ki puri jankari check karne ke liye aap es tricks ko follow kare or diye gye link par jakar aap puri janakri check kar sakte hai mobile phone ke bare me.
5. Phone Ko hidden CCTV camera ki tarah use kare – Android Phone Tricks
ye Android Trick Bahut Popular and helpfull hai kyuki aap es trick se apne phone ko cctv camera me badal sakte hai or apne aas paas hone wali harkato ko record kar sakte hai. agar aapki Shop hai or aap us shop ki secuirty badana chahte hai to aap bina paise kharch kiye apne phone ko cctv camera ki tarah use kar sakte hai or logo ki harkato par najar rakh sakte hai.
bahut saari aisi jagah hoti hai jaha par hum cctv camera nhi laga sakte lekin agar aapke pass smartphone hai to aap apne phone ka use karke apne room shop outdoor me ek hidden camera use kar sakte hai. android phone ko camera ki tarah use karne ki jankari yha se pade.
- Android Phone Ko CCTV Camera Kaise Banaye HIndi Me jane
- Animation Cartoon Video Kaise Banaye Android Phone Se.
6. Android Phone ki performance/Speed badaye –
agar aapke phone me Ram kam hai ya processor chhota hai to sayad aapke phone ki speed bahut slow hogi jise chalana bahut muskil hota hoga. Agar apke phone ki speed slow hai or aap phone ki performance speed ko badana chahte hai to ye trick aapke liye bahut helpfull hai bahut saare android phone aise hote hai jinki processor or Ram kam hoti jiski wajah se wo acchi performance nhi de pate or user ko bahut problem hoti hai. agar aapke sath bhi aisa hota hai to aap humari es trick se apne phone ki performance ho increase kar sakte hai padne ke liye yaha se pade.
FInal Word:
ye thi jankari Android Phone Tricks in hindi ke bare me jisme aapne bahut saari usefull tricks ke bare me pada or jana ki kaise ham apne android phone ko or bhi smart bana sakte hai. i Hope ki aapko ye article aacha laga hoga agar post achi lagi to ese share jarur kare or aisi Technology ki jankari hindi me janane ke liye daily visit kare Digital Hindi Club.