Mitro Paypal ek aisi online website/Bank he jisase aap kisi or country ke logo ke sath rupayo/paiso ko len den kar kaste hain. jaise ki aapka koi friend kisi or country me Rahta hai or usko Rs, ki jarurat hai. To aap paypal account se unke paypal account me Rs. Transfer kar sakte h jisase unko rs. turant mil jayege.Paypal Account ka Istemaal jyada tar log online saaman kharidne ke liye bhi karte hai. jaise ki kisi other counrty ki website se Ebooks, software, Application and onter transaction ke liye bhi use kiya jata hai.
Paypal Account kya hai –
Paypal ek online Money Transaction International Website hai jo ki 1992 se chal rhi hai or abhi bhi accha responce de rhi hai, paypal American company hai or international money Transfer krne ke liye eska estemaal kiya jata hai. or Paypal Ek Trusted Company hai.
Paypal Account Banane ke liye Jaruri Documents –
1. Sabse Pahli baat to ye ki Apki Age 18 ya 18+ honi chahiye.
2. Pan card
3. Bank account
4. International Debit/Credit Card (like= visa)
Paypal Account banane ke liye ye 4 document bahut jaruri hai, agar aapke pass ye chiz nhi hai to aap paypal account nhi bna sakte. or sabse badi baat to ye ki aapki age 18 ya 18+ honi hi chaiye.
Agar aapke pass ye 4 documents hai to aap turant apna account bna sakte hai,
- Animation Cartoon Video Kaise Banaye Android Phone Se
- सम्पूर्ण रामायण विडियो डाउनलोड करे : Ramayan Download in Hindi
Paypal Account kaise Banaye –
www.paypal.com open kare fir.uske baad Sign up now par click kare.
Fir aapke samne kuch es Tarah ka page khul kar jayega.
Ab aapko Account type Select karna hai, to aap yha par individual account select karle, Agar aap business perpose ke liye account bna rhe he to aap business account select kar sakte hai. Account type select karne ke baad continue par click kre.
Ab Apke samne ek or page khulega.
- Sahaj Portal जन सेवा केंद्र क्या है? कैसे खोले – पूरी जानकारी
- Download Indian Browser App For Android
Hey Ankur
Such an informative article thanks for sharing with us
keep it up for the good work
ok thanks