Android Mobile System Apps Kaise Uninstall Kare – |
Android Mobile Me system Apps adhik hone ki wajah se Mobile me storage to kam hota hi hai uske sath sath System Apps mobile ki Ram ka bhi bahut usase hota hai jisase humara mobile hang bhi hone lagta hai, esliye Mobile me faltu ke apps ko unintall karna hi sabse badi samjdaari hai. Aaj ke time laucch hone mobile me app install krne ke liye memory bhi jyada aa rhi hai pr kuch aisi bhi mobile hai jimne memory to kam aati hai or sath me faltu ke apps bhi install hoke aate hai jinka koi use nhi hota hai or wo unistall bhi nhi hote hai, agar aap bhi aise apps se pareshan hai to humari post ko pura pade hum esme aapko Android System Apps Uninstaal or Remove Krne Ke 2 Method batayege bahut hi saral.
Android Mobile Ke System Apps Kaise Unintall Or Remove Kare Root OR Without Root. – Hindi-Me-Jane
Android System Apps Kaise Unintaal/Remove Kare “ROOTED” Mobile Ke Liye. –
2. Lucky patcher app INSTALL krne ke baad apps open kre or rooted root permission allow kare.
3. Root Permission dene ke baad aapke samne apke Mobile ke apps Show Hone Lagege.
4. Ab aap jis apps ko uninstall karna chahte hai. uske samne Fool type ke jo icon he uspe click kre fir aapke samne bahut sare option aayege unme se uninstall par click kre or ok karde fir wo apps humesa ke liye uninstall ho jayega apke mobile me se.
5. Done!!!!!!!
Note:- “Apps Ko Uninstall Karte Waqt Apke Mobile Ka Version brick bhi ho sakta hai jisase aapka mobile band ho sakta hai esliye wahi app uninstall kre jo mobile se releted na ho”
METHOD- 2.
System Apps Kaise Unintall or Remove Kare Without Root:-
1. Sabse pahle apko Chahiye “Debloater Software”.
2. Apke Mobile Ka Android Version 4.4+ se upar hona chachiye.
3. USe Debugging Option Enable hona Chahiye Apke Mobile Me.
4. Apke Computer Me USE DRIVER Install Hone Chahiye.
“HOW TO UNINSTALL SYSTEM APP WITHOUT ROOT” –
( USe Debugging Enalbe karne ke liye. Mobile Settings Me Jaye Fir Apko Last Me Develpoer Ka Option MIlega Uspe Click kre or fir on krde fir aapko niche usb debugging ka option dikh jayega.
Friends Humari Post padkar Aap jarur sikh gye hoge ki system apps ko kaise uninstall/Remove karte hai. or agar esliye aapko koi problm aati hai aap hume comment karke puch sakte hai. or muje aasha hai ki aapko humari post “Android Mobile Ke System App kaise Uninstall kare Root OR Without Root” Jrur Acchi Lgi hogi or Helpfull Bhi, esliye aisi hi Internet Ki Jankaari hindi me pane ke liye humari website daily visit kare.
Thanks For Reading…..