WhatsApp Video Calling Feature Kaise Activate Kare Hindi ME Jane.

Dosto aaj me aapko batauga ki whatsapp me video calling feature kaise activate kare. whatsapp ne haali me video calling ka feature launch kiya hai jo ki abhi testing ke liye whatsapp user ko diya ja rha hai. whastapp video calling ka feature abhi whatsapp ke beta vetsion me mil rha hai. jisase whatsapp company video calling ke feature ko TEst kar rhi hai. But Aap es feature ka maza apne mobile me le sakte hai. whatsapp me video calling kaise kare or whatsapp video calling feature kaise Activate kare. hum aapko batayege.

WhatsApp Video Calling Feature Kaise Activate Kare Hindi ME Jane.
WhatsApp Video Calling Feature Kaise Activate Kare Hindi ME Jane. 

Whatsapp messeging ki duniya ka sabse popular App ban chuka hai or whatsapp ke feature bhi bahut badiya hai jo whatsapp ko number 1 bnate hai. Whatsapp me sabse Pahle text messaging ki suvidha thi fir uske baad whatsapp company ne Voice Calling Ka feature whatsapp me Add kiya jo ki bahut badiya sabit hua. or Ab whatsapp apne user ko video calling ki suvidha dene ja rha hai or aap bhi eska luft utha sakte hai.

ALSO READ:- ANDROID SMARTPHONE KE ALL SENSOR KI PURI JANKAARI.
ALSO READ:- iNTERNET SE FREE CALLING KAISE KARE KAHI BHI

Ab aap whatsapp video calling ka feature whatsapp ne new version 2.16.80 me update karke activate kar sakte hai. Step By Step janane ke liye post ko pura pade.

WhatsApp Video Calling Feature Kaise Activate Kare:- 

Whatsapp video calling activate karne ke liye niche diye gye steps ko follow kare. jisase aapke mobile whatsapp video calling feature activate ho jayega. (whatsapp par video calling kaise kare).

STEP:-1 Sabse Pahle Apne Smartphone phone me Whatsapp Beta Version App Download karke Install kare.  
STEP:- 2 Whatsapp beta Version App ko Install karne ke baad Open Kare or Fir Whatsapp Contact Section me Jaye.
STEP:- 3 contact Section Me jane ke Baad kisi bhi  Contact par click kare or fir Upar ki side me Call Wale Botton Par click kare. 
STEP:- 4 jaise hi app Call  Wale option par click karege uske baad aapki mobile screen par 2 option show hoge pahla Voice CAll ke liye or dusra Video Call ke liye.
STEP:- 5  Ab aap Video  Calling Ke Option par click kare click krte hi video calling start ho jayegi or fir apne dosto ke sath video calling kar sakte hai or live chat ka maza le sakte hai. 

STEP:-6 video Call ke liye Fast Internet ka use kare jisase aapko video calling karne me koi problem na aaye or calling acche se ho.
Done… 
Ab aap apne dosto ke sath whatsapp par video call karke sakte hai or whatsapp video calling ka maza le sakte hai, par dhyan rhe ki whatsapp ne video calling ka feature Sirf Beta Vesrion me hi diya hai abhi esliye Aap jiske sath video call karna chahate hai uske pass bhi whatsapp ka Beta version hona jruri hai. 
To Dosto kasi lagi aapko humari post “whatsapp video calling kaise kare” “Whatsapp video calling feature kaise activate kre” kaisi lagi. muje aasha hai ki aapko humari ye post jarur pasand aayi hogi. agar han to ese apne dosto ke sath share jrur kare. or aisi hi majedaar jankaari ke liye daily visit kare. digihindiclub.com or share kare.
Thanks For REading….

Leave a Reply